Student of the year :
2015
Muhammad Ishtiaq
2016
Abdul Basit
2017
Basit Ali
2018
Fawad Khan
2019
Hisham Muhammad
2019
Afaq Amir
2020
Mubashir Khan
2021
Dawood Khan
2022
Fazli Elahi
2022
Jawaria
2023
Hammadullah
2023
Umer Farooq
2024
Sheraz Khan
2025
< This can be You! >

Full Stack Web Development Course in Rawalpindi Islamabad Pakistan | Best Computer Institute

Agha Abbas Qazalbash is one of the brilliant students of MASIA Institute. He is an upcoming full stack web developer :)

Assalam-o-Alikum! Mera naam agha abbas qazalbash ha aur main masia institute sa full stack web development ka course kar raha hun is course ki duration six month ha . Hamai abhi tak Javascript , HTML , CSS , Bootstrap aur Jquery karwa di gai ha aur agai anay walay dino main hamain React , PHP , Laravel aur Wordpress karwaya jai ga aur is kay ilawa ider task main bohat focus kiya jata ha taka hamari skills update hoti jai aur ider kai teacher aur staff bohat acha ha . Sir ishtiaq nai hamai bohat zayada help ki ha hamarai har mistake ma hamai guide kiya ha aur har cheez ma hamai support kartai hai aur us kai ilawa yaha ka environment bhi bohat friendly ha aur main ap sab ko recommend karu ga kay masia institute say course karai qka after this course hamai internship bhi di jai gi do months ki jis ma hamari personality groming , hamarai freelancing kay hawalai sa hamai guide kiya jai ga aur career disicions kay barai main aur communication skills aur bohat si alag alag cheezai to main ap sab ko recommend karta hoon ka ap masia institute join karai qka ya ek acha institute ha jahan har cheez ko focus kiya jata ha jis feild main ap na agai jana ha specially IT ki feilds main to thank you so much .